Ads 468x60px

11 Jun 2012

Windows Repair Tool





















Software ko Download karne ke liye yahan Click kijiye : > Download (1.4MB)

(Try Before you format your Hard Disk)

Ye tool (5) step me windows ko repair karta hai,

1) Step me aapse koi antivirus install karne ko kaha jayega agar aapke system me pehle se hi antivirus hai to isko next karke aage jaa sakte hain.

2) Step mein check disk,

3) Step mein system file check

4) Step mein registry backup aur system restore point create karne ke liye pucha jayega.sare step complete hone ke baad

5) Step mein apke samne repair ke liye 3 option honge. BASIC, ADVANCE and CUSTOM mode.
inme se apne hisab se aap koi bhi option choose kariye aur start par click kijiye.

Step ke bich me aapse windows ki CD ke liye bhi pucha jayega isliye ek CD ready rakhiye.
thodi der me aapka system bilkul fresh ho jayega.

is tool ka ek benefit ye bhi hai ke ye ek portable tool hai to ise install karne ki zarurat bhi nahi bas install kijiye aur use kijiye...

No comments:

Post a Comment

 

Sample text

Sample Text

.

Sample Text

.